Sunday, February 13, 2011

Yesterday's random thought while I was travelling back to Delhi via bus..I call it ''Bus-thinking'' :P

ऐसा देस..
जहाँ पूजा जाता औरत को,
दुर्गा ख़ुद ही कटती,
सरस्वती कोसो दूर ज्ञान से,
काली पड़ीं उसके पेरो में..


-----


aisa des..
jahaa pooja jaata aurat ko,
durga khud hi katt-ti,
saraswati koso door gyaan se,
kaali paddi uske paero mein..


STATUTORY WARNING: No offence meant!

Randomly wrote a few days back..



मैं जब भी तेरे बारे में सोचती हूँ,
मेरे सामने तेरी आँखें आ जाती हैं
जब वो हलकी सी भरी होती हैं..
हलकी आंसुओं से,
भारी प्यार से,
मुझे देखती हैं
इस शिददत से
जैसे अपनी सारी कहानी बस एक नज़र में
बयाँ कर रही हों
मुझे समझा जाती हैं
के कोई किसी को 'चाहता' है तो कैसा लगता है..

-----


Main jab bhi tere baare mein sochti hu,
mere saamne teri aankhein aa jaati hain
jab wo halki si bhari hoti hain..
halki aansuo se,
bhaari pyaar se,
mujhe dekhti hain
is shiddat se
jaise apni saari kahaani bus ek nazar mein
bayaan kar rahi ho
mujhe samjha jaati hain
ke koi kisi ko 'chaahta' hai to kaisa lagta hai..